• 20 hours ago
Transcript
00:00Qudoos maanta hoon, subhaan maanta hoon, Qudoos maanta hoon, subhaan maanta hoon,
00:21Mai jaan-o-dil se Rabb ki har shaan maanta hoon,
00:29Zaamin hayat ka hai zeero bamey tanafus,
00:38Har saans par khuda ka ahsaan maanta hoon,
00:46Tu hai ahad khudaya, tu hai samad khudaya,
00:54Aur mustafa ko teri burhaan maanta hoon,
01:03Yaad aagai hai jab bhi mushkil kushai teri,
01:12To mushkil ko apni behat ahsaan maanta hoon,
01:20Mahshar mein peshe daavar keh doonga saaf faazil,
01:29Aasi hoon aur tujh ko rehmaan maanta hoon,
01:38Qudoos maanta hoon, subhaan maanta hoon, Mai jaan-o-dil se Rabb ki har shaan maanta
01:45hoon.
01:46Nazreen-e-garami-e-qadr, Assalam-o-alaikum-wa-rahmatullahi-wa-barakatuhu.
01:47Aapka maizbaan Syed Adnan Khalid hazir-e-khidmat hai program KGN Telephone Transmission ke
01:56saath.
01:57Aur hazbe saabik, aaj ek martaba phir hum aapki khidmat mein hazir hain.
02:01Maah-e-Ramazan-ul-Mubarak ki Zakat Appeal ke saath 2025, jis tarah se aap mulaiza kar
02:07raha hain guzarshta kuch dino se, hum aapki khidmat mein hazir hokar, das-basta, apne
02:12un-Musalman-behn-bhaiyon ke liye arz guzaar hua karte hain, ki jo maashre ke uss tabqi
02:17se, nazreen-e-muhatarm taaluk rakhte hain, ki jo tang-dast hain, miskeen hain, naadaar
02:22hain, yateem hain, aur aise log bil khusus ke jo kam-aamdani wale hain, safait posh,
02:27hamaari awaleen tarzihaat mein shamil hain, awal roz se.
02:30Aur nazreen-e-garami-e-qadr, jis tarah se, is waqt aap apni television screen par bhi,
02:34woh khubsurat manazir mein kohunga, ki mulaiza kar rahe hain, ki jahan ek bawaqar andas
02:39ke saath, log baith kar Allah ke diye hua rizq se iftaar bhi karne ki saadat haasil kar
02:45rahe hain, aur unhe ration packages ki farami bhi, jis bawaqar andas se ki ja rahi hain.
02:50Aur alhamdulillah, check and balance ka ek bahut hi mausar intizam, humaari jo professional
02:56team hain, humaari jo man-force hain, wo is baat ko yaqeeni bana rahi hain, ki jahan
03:02jahan tak munkin ho sake, khidmat-e-insaniyat ke jazbe se sarshaar, Khwaja Gharib Nawaz
03:07Welfare Trust, apni amalan khidmat logon tak pohnchaye, aur uska zariya-o-wasila aapki
03:12zaad ban jaye, aaye, is taar-e-khair mein, bar chad kar Khwaja Gharib Nawaz Welfare
03:17Trust ka saad dijiye, humaari sada ban jaye, humaari awaaz ban jaye, humaare saad milkar,
03:24humaara dast-o-wazoo ban jaye.
03:26Nazeen-e-Qarami-e-Qadar mere saad aaj is program mein khususi taur par guftagu karne
03:31ke liye intihai ma'ruf-e-mautabar, aalim-e-deen, bahut hi khush akhlaaq, aur bahut hi khush
03:38andaas shaksiyat, bahut hi khubsurat guftagu karnewali shaksiyat, Hazrat-e-Allama Malana
03:43Ameer Hamza sahab, damat-e-barakatun, khairiyat-o-sahab, khair-o-afiyat hain.
03:47Tasheef Awri par bahut shukriya.
03:50Aur saad hi bahut hi khush-a-waaz, khush-guloo, Sanaukhan-e-Mustafa, Janab-e-Muhammad Waqas
03:57Asif sahab, aapka bhi khair magdam karta hun, Tasheef Awri par.
04:01Hamd-e-baari ta'ala ka nazanat pesh farmayiye.
04:03Phir uske baad silsala-e-kalaam ko aage badhaate hain.
04:51Allah sona khet khet har aali vande, Kaliyan phulte meve daali daali vande.
05:10Allah hu, Allah hu, Allah, Allah hu.
05:29Allah sona vaadi vaadi rang khala re.
05:45Allah sona vaadi vaadi rang khala re.
05:59Bele bele nagar nagar khush haali vande, Kaliyan phulte meve daali daali vande.
06:16Allah hu, Allah hu, Allah, Allah hu.
06:26Allah hu, Allah hu, Allah, Allah hu.
06:33MashaAllah, MashaAllah.
06:35Allah ta'ala aapke padne mein aur barkati ata farmahaye.
06:38Bahut khubsurat andaas ke saath hadiya-e-hamd pesh farmaya Muhammad Waqas Asif sahab ne.
06:43Nazim-e-Qarabani qadar hum yeh dekhte hain ke hamare haan fee zamana ik rujhan saa payda ho gaya hai
06:51ke yoon dekhte hain hum ke jab Allah ki raah mein apne hamwaal ko kharch karne ki baat aa jaye
06:58toh phir hame apne majbooriyan yaad a jaati hain.
07:01Ya yoon kai yeh ke jab hum kisi se kehte hain kisi ki madad karne ke liye
07:05ya koi shaks barairas kisi se sawal karta hai
07:08toh phir usko jawab yeh milta hai toh tumhein nahin pata main kitna zaruratman hoon
07:12tumhein nahin pata ke main kis tarah apne muamlaat chalara hoon
07:15mera khud yeh haal hai ke main kisi se lekar kharch karoon
07:18hala ke apne saare muamlaat chal raha hai hota hain
07:20lekin jahaan baat aa jaye kisi ki madad karne ki
07:23toh phir hum bahut zyada muflis aur khasta haal ho jaate hain
07:26mera saath Allama sahab maujood nahin
07:28Allama sahab kya kahenge aise log ke jo neki karte hue jata dete hain
07:34ya phir yoon kai yeh ke iss se inhraaf karte hain
07:38ya iss se door hone ki koshish karte hain
07:41aur yeh main aapki jaanab aunga
07:43aur saath hi yeh aapke saath hi main iss hawale se zikr karta chaloon
07:48ke ek shaks baroz-e-mahshar Allah ki baarga mein aayega
07:51wa Allah ta'ala usse poochega
07:53ke tune mere liye kya kiya
07:54toh wo kahega ki ya Allah main shaheed ho kar aaya hoon
07:57maine teri raah mein apna sar pesh kar diya
08:00wa Allah ta'ala firmaayega tu jhood bolta hai
08:02aur tune yeh sab iss bhi yeh kiya taake log tujhe shaheed kahen
08:06Allama sahab kya kahenge aise hi ki gayi neki ko
08:09jo Allah ta'ala uske moopar maar dega
08:11toh kya hum iss daur mein jab neki ki baat karte hain
08:15neki ko aam karne ki baat karte hain
08:17khidmat-e-insaniyat ki baat karte hain
08:19agar banawat-e-tasannu isme shamil ho jaye
08:21toh phir yeh kya sirsra raha jata hai
08:25aur iske kya asraat hote hain
08:26kya kahenge
08:27A'uzubillahi minash shaitanir rajim
08:29Bismillahir rahmanir rahim
08:32Dekhin Adnan bhai
08:34Allah Rabbul Izzat ne
08:36insaan ko jo maal ata kiya hai
08:38yeh ek neemat hai
08:40aur
08:42iss neemat par banda-e-mumin ka andaz yeh hona chahiye
08:45ke wo iss par shukr ada kare
08:47jiska usko Quran ne hukum bhi diya hai
08:49Quran ne firmaaya ki
08:50la in shakar tum la azidannakum
08:52ki tum mera shukr ada karo
08:54main tumhe aur badha kar doonga
08:56wa la in kafar tum
08:58lekin agar tum kufran-e-neemat karoge
09:00to inna azaabi la shadeed
09:02Allah Rabbul Izzat ka jo azaab hai
09:04wo badha khaufnaak hai aur badha shadeed hai
09:06jo hadith-e-mubarakah aapne pesh ki
09:08iss hadith-e-mubarakah ki andar
09:10main isko complete yoon kar rahe hoon
09:12ke Allah Rabbul Izzat ki bargah mein
09:14teen ashkhaas ko pesh kiya jaayega
09:17ek shaheed hoga
09:19ek ilm sikhane wala hoga
09:22aur ek riwayat mein aayega ki
09:24Quran sikhane wala, qari
09:26aur ek wo shakhs hoga jo maaldaar hoga
09:29ye teeno apni apni cheezein bataayenge
09:31ki humne ye ye kiya
09:33aur jo hai wo
09:35chunki hum baat kar rahe hain
09:36ki maal kharj karne ke itabaar se
09:38to maaldaar ko jo Allah Rabbul Izzat ki
09:40bargah mein pesh kiya jaayega
09:42to usko hukum ye diya jaayega
09:45farishton ko ye hukum diya jaayega
09:46ke jaakar isko ghasheed teve
09:48jahannam mein le jao
09:50Allah Rabbul Izzat ki bargah mein
09:52wo shakhs ye kahega
09:53maalik o maula
09:54tune mujhe maal ata kiya
09:56aur tune mujhe maal ata kiya
09:58us maal ko maine teri bargah mein kharch kiya
10:02uske bawajood bhi maalik o maula
10:03tu mere liye faisla kyun farma rahe hain
10:06to Allah Rabbul Izzat usse ye kahenge
10:08ki maine maal bhi tujhe ata kiya
10:10maal bhi kushadgi bhi ata ki
10:12lekin wo jo maal
10:14tune kharch kiya
10:15tune iss niyat ke saath kharch kiya
10:17ki log tujhe maaldaar kahen
10:19tujhe sakhi kahen
10:21tune meri khater maal ko kharch nahi kiya
10:24aaj tu unhi se jaa kar
10:26iski jaza le jinn ki khater tune maal kharch kiya
10:29aur Allah Rabbul Izzat
10:30furishto ko hukum denge
10:32ki wo usko jahannam mein le kar jaayenge
10:34aap iss baat se andaaza lagayein
10:36kyunki dekhein
10:38Allah Rabbul Izzat
10:39hamari shahraag se bhi zyada kareef hai
10:41aur ek hadith-e-mubarka mein aata hai
10:43ki innamal aamaalu bin niyaat
10:45bilkul aapka aamaal ka daar-o-madaar hai
10:48wo niyaton par hai
10:49actions are judged by your intentions
10:52Allah Rabbul Izzat
10:53toh yaqeenan jaanta hai
10:55ki kis niyat ke saath
10:56tumne ye maal ko kharch kiya
10:58kyunki jaza bhi usne hi deni hai
11:00ham yeh samajhte hain
11:02aur yeh tawakko karte hain
11:03ki hamare maal mein barkat ho
11:05toh phir hamein yeh bhi samajhna chahiye
11:07ki jis se ham maal ke barkat ki talab kar rahein hain
11:10jis se ham yeh dua kar rahein hain
11:12ussi ne hukum diya hai
11:13ki meri baargaan mein maal ko kharch karo
11:15jab ham uske kahwe cheezon ko
11:18usne jo humein hukum diya hai
11:20kis maal nahin karenge
11:21toh maal mein barkat kaise hogi
11:23aap isbaaz se andaza lagaayen
11:24ki Quran-e-Paq ki andar
11:25navveh se zayad maqamat par
11:27Allah Rabbul Izzat
11:28ne is par emphasize kiya hai
11:31is importance ko
11:32logon ke saamne
11:33apne jo log hain
11:35unpar isko ujagar kiya hai
11:38ki infaak fee sabeelillah
11:39kis kadar ehmiyat ka haamil hai
11:41phir aap yeh dekhen
11:42ki ek maqam par
11:43Allah Rabbul Izzat
11:44ne yeh bhi rishaat farmaaye
11:45ki jo shaitaan hai
11:46yeh insaan ko behkata hai
11:47ki apne maal ko kharch na karo
11:48iss se maal kam hoga
11:50aap dekhen
11:51navveh maqamat par
11:52Allah Rabbul Izzat
11:53ne jo yeh
11:54wo maal kharch karne ki
11:55talkeen ki hai
11:56toh aap yeh dekhen
11:57ki jab is kadar
11:58importance hai us cheez ki
11:59toh humein us jaanib
12:00tawajja karni chahiye
12:01maal ko kharch karne ke
12:02adabar se
12:03yeh apne maal ko
12:04rokna chahiye
12:05phir aap yeh dekhen
12:06ki humare hain
12:07aaj kal andaz yeh paya jaata hai
12:08jis tarah main hadith-e-mubaraka
12:09ki hawalay se bhi
12:10is cheez ko aur wazaat
12:11iski kar di
12:12ki jo humara dikhawa hai
12:14uski ehmiyat kya hai
12:15aur ek aur
12:16riwayaat mein yeh
12:17aata hai
12:18ke maal
12:19kharch karne wale
12:20jo dikhawa
12:21jo riyakari dikhatein
12:22jo maal
12:23is niyat ke saath
12:24kharch kartein
12:25ke log
12:26humein sakhi kahen
12:27aur log kahen
12:28ke dekho
12:29yeh jo sahab
12:30hain
12:31ino na kis andaz se
12:32jaye
12:33wo gareebon ki
12:34madad kiye
12:35toh uski misaal
12:36us patthar ke jaise
12:37hai
12:38jis par gard
12:39par jati hai
12:40aur us patthar
12:41par gard
12:42aur wo jo
12:43gard alood hai
12:44us patthar se
12:45hat jaye
12:46toh kaha gaya
12:47ke yeh us kharch
12:48karne wale
12:49ki misaal hai
12:50uska dikhawa
12:51aise hi hai
12:52ke us patthar
12:53ki tarah
12:54ki us patthar
12:55par jis tarah
12:56gard par jati hai
12:57baarish ki aane se
12:58jo hai wo
12:59gard khatam ho jati hai
13:00toh uska sadqa
13:01bhi goya aise hi hai
13:02lekin bir
13:03doosri jaanab
13:04aap dekhen
13:05ke jo Allah ki
13:06rahme maal
13:07kharch kartein
13:08unke hawalay se
13:09Huzoor-e-Akram
13:10salallahu alaihi
13:11wa sallam
13:12ki
13:13aap
13:14sahi me
13:15zikar kiya
13:16ke
13:17ek shakh
13:18safar par
13:19tha
13:20aur usne dekha
13:21ki
13:22aasman par
13:23badli chhayi hui
13:24hai
13:25aur aasman
13:26se paani
13:27barsa
13:28aur aasman
13:29se jo yeh
13:30awaz
13:31hai ki
13:32ae paani
13:33apna rasta
13:34bana
13:35aur falan
13:36shakhs ke
13:37baag ko
13:38jaake
13:39sehraab
13:40aur
13:41usna
13:42malik se
13:43jaakar yeh
13:44poochta hai
13:45ki
13:46ae banda
13:47yeh bata
13:48ki kis cheez
13:49ne jo hai wo
13:50aisa kaunsa amal
13:51hai
13:52ke jiske sabah
13:53maine aasman
13:54se tere naam
13:55ki awaz
13:56suni
13:57aur yeh paani
13:58jo hai
13:59isne tere baag
14:00ko sehraab
14:01kiya
14:02us malik
14:03ne yeh jawab
14:04diya
14:05ki
14:06dekho
14:07jab mere
14:08baag me
14:09aisa
14:10jo hai
14:11wo
14:12dubara
14:13apne
14:14baag
14:15me
14:16laga
14:17detao
14:18yeh sabab
14:19hai
14:20ki
14:21jiski
14:22wajah
14:23se
14:24Allah
14:25Rabbul Izzat
14:26ne mere
14:27baag ke
14:28andar
14:29is kadar
14:30ki
14:31farawani
14:32ata ki
14:33hai
14:34toh hume
14:35is jaanib
14:36tawajja
14:37karna chahiye
14:38ki
14:39neemat ke baare
14:40mein
14:41poochha jayega
14:42sawal kiya jayega
14:43jaan di hai
14:44toh usko
14:45kis tarah
14:46tumne jo hai
14:47lagaya
14:48maal di hai
14:49isko tumne
14:50kis raah
14:51mein kharj
14:52kiya
14:53toh
14:54ek ek
14:55baare
14:56mein
14:57sawal
14:58hoga
14:59lekin
15:00phir
15:01aap
15:02ek
15:03taraf
15:04dekhen
15:05ki
15:06jis tarah
15:07se
15:08kharj
15:09karke
15:10gharibon
15:11tak
15:12us maal
15:13ko
15:14pauncha
15:15se
15:16aur
15:17hazrat
15:18yeh
15:19ailaniya
15:20taur
15:21par
15:22is
15:23waqt
15:24mein
15:25yahan
15:26par
15:27tehdees
15:28neemat
15:29ke liye
15:30aapki
15:31guftagoon
15:32se
15:33barkat
15:34lete huve
15:35arz
15:36toh
15:37yakin
15:38jaanein
15:39ke na
15:40sirf
15:41iftaar
15:42balke
15:43with
15:44dinner
15:45yeh
15:46ahitmaam
15:47unke liye
15:48kiya jaata
15:49hai
15:50rozana
15:51ki
15:52buniyat
15:53par
15:54aur
15:55aap
15:56dekh
15:57sakte
15:58hain
15:59ke hum
16:00woh
16:01cheezein
16:02aap
16:03bhi
16:04is manzar
16:05aur
16:06mayar
16:07ka
16:08hai
16:09ke
16:10jo
16:11hum
16:12apne
16:13liye
16:14pasand
16:15karte
16:16hain
16:17hum
16:18khud
16:19khaana
16:20chahte
16:21hain
16:22wohi
16:23khaana
16:24Allah
16:25ke un bandon
16:26ko pesh
16:27kiya jaata
16:28hai
16:29aur
16:30iske
16:31ilawa
16:32aap
16:33jistra
16:34khaana
16:35ki
16:36baat
16:37ki
16:38jaye
16:39toh
16:40mashroobat
16:41bhi
16:42shamil
16:43hain
16:44khujure
16:45bhi
16:46shamil
16:47hain
16:48toh
16:49ten
16:50thousand
16:51rupees
16:52mein
16:53yeh
16:54bhi
16:55khubsurat
16:56ahitmaam
16:57kiya jaata
16:58hai
16:59un logon
17:00ke liye
17:01jo zarurat
17:02mand
17:03bhi
17:04hum
17:05ne
17:06kuch
17:07nahin
17:08kiya
17:09abhi
17:10bhi
17:11is kare
17:12khidmat
17:13ka
17:14is kare
17:15sawab
17:16ka
17:17fakat
17:18yun
17:19samajh
17:20yeh
17:21ek
17:22aghaaz
17:23hai
17:24bahut
17:25kuch
17:26is hawalay
17:27se
17:28kehne
17:29ko abhi
17:30jee
17:31chahta
17:32hai
17:33aur
17:34aap hamara
17:35saath
17:36inshallah
17:37is kare khair
17:38ko saranjan
17:39dene me
17:40zarur denge
17:41aur saath
17:42hi
17:43mumtaz-o-muhtaram
17:44sanakhan
17:45janaab
17:46hafiz muhammad
17:47waqas
17:48asif
17:49sahab
17:50tasheef
17:51harma
17:52rahe
17:53aapka bhi
17:54bahut shukriya
17:55nazeen-e-garami
17:56e-qadr
17:57aglae
17:58program
17:59tak ke liye
18:00apne
18:31aap
18:32kuch
18:33is
18:34hawalay
18:35se
18:36kehne
18:37ko abhi
18:38jee
18:39chahta
18:40hai
18:41aur
18:42aap
18:43hamara
18:44saath
18:45inshallah
18:46is kare khair
18:47ko saranjan
18:48dene me
18:49zarur denge
18:50aur
18:51aap
18:52shukriya
18:53nazeen-e-garami
18:54e-qadr
18:55aglae
18:56program
18:57tak ke liye
18:58apne
18:59aglae
19:00saath
19:01inshallah
19:02is kare khair
19:03ko saranjan
19:04dene me
19:05zarur denge
19:06aur
19:07aap
19:08shukriya
19:09nazeen-e-garami
19:10e-qadr
19:11aglae
19:12program
19:13tak ke liye
19:14apne
19:15aap
19:16shukriya
19:17nazeen-e-garami
19:18e-qadr
19:19aglae
19:20program
19:21tak ke liye
19:22aap
19:23shukriya
19:24nazeen-e-garami
19:25e-qadr
19:26aglae
19:27program
19:28tak ke liye
19:29aap
19:30shukriya
19:31nazeen-e-garami
19:32e-qadr
19:33aglae
19:34program
19:35tak ke liye
19:36aap
19:37shukriya
19:38nazeen-e-garami
19:39e-qadr
19:40aglae
19:41program
19:42tak ke liye
19:43aap
19:44shaahi
19:45aap
19:46shukriya
19:47nazeen-e-garami
19:48zahil
19:49lite
19:50izgom
19:57aap
19:58Kahi se bhi koi aaye, kahi se bhi koi aaye Kahi se bhi koi aaye, kahi se bhi koi aaye
20:28Kisi bhi waqt kuch maange
20:45Kahi se bhi koi aaye, kisi bhi waqt kuch maange
21:04Kisi saail ko sharminda shahewala nahi karte
21:24Kisi saail ko sharminda shahewala nahi karte

Recommended