• 2 days ago
"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt

#Waseembadami #aalimauraalam #shaneiftar

Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 26 March 2025 | #shaneramazan

Guest:
Mufti Muhammad Akmal,
Allama Muhammad Raza Dawoodani.

An informative segment with a Q&A session that features religious scholars from different sects who will share their knowledge with the audience.

#WaseemBadami #Ramazan2025 #RamazanMubarak #ShaneRamazan

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Ramzan ayun aagaya
00:04Man ke rahmat yeh phir chha gaya
00:09Kaise tujhse karun saamna
00:14Gir raha hoon zara thaamna
00:18Janab-e-Aliya Khusha Amrit kehte hain aapko ek baar phir
00:20aur humara yeh segment Ulama-e-Karam ke saath hota hain.
00:23Janab-e-Maulana Qibla Mufti Ahmad sahab humare saath hain
00:26Allama Dr. Mohammad Raza Dawdani sahab.
00:27Dono ka bahut bahut shukriya.
00:29Main zyada waqt nahi leta tamheed mein.
00:31Bas aap chalayiye pehla sawal.
00:32Aur aapke television screen mein number bhi aata rahega
00:36jis pe aap sawal karte hain.
00:37Janab, chalayiye ka pehla sawal.
00:38Mufti sahab hain.
00:38Main UAE mein job karta hoon.
00:40Sheekh hai.
00:40Mera sawal.
00:41Aur humaara sahib yeh hain
00:42ke main yahaan pe doosin mazahib ke log bhi kaam karte hain
00:45jo ke haifta rubesh taar udhar ki surat mein kuch rakam bhi maangte hain.
00:49Aur jo bhi mujhe maalum hota hain
00:51ke woh ya toh sharaab, noshi ya kisi ghalat kaam ke liye
00:56ya kisi bhi kaam ke liye agar woh issamaal karein.
00:58Toh kya humko iss sana se yeh rakam dena jayaz hoga ya nahi?
01:01Bahar ki mulko mein badda pesh aane wala masta hai.
01:03Badda practical masta hai.
01:04Kya kahiyega, Rao sahab?
01:05Bismillahir Rahmanir Rahim.
01:06Iske andar ek toh buniyadi advice hai.
01:08Ke jo caution ke saath hai.
01:10Okay.
01:10Ke jab aapko pata hai
01:11ke agar yeh kaam mene kiya aur udhar diya.
01:14Itself udhar dena ek bahot pasandida amal mana gaya hai.
01:17Ke kisi ki help ho rahi hai.
01:18Waqti taur par uske andar ek relax hone ki gunjaish paida hoti hai.
01:22Lekin yeh ki jab yeh pata hai
01:23ke iss amount ko isne jaakar istimal karna hai
01:25sharaab kharidne ke liye,
01:27ek haram kaam karne ke liye.
01:28Toh us soorat mein
01:29kayi fuqahaan ne mana kiya hai.
01:31Okay.
01:31Ke yeh phir yeh gunah ke andar
01:33ek madad ke maamle mein aajaata hai.
01:35Baaz ne iske andar gunjaish yeh rakhi hai
01:37ke theek hai janaab
01:37aap agar iske andar condition nahi hai,
01:39ek shardh ke taur par nahi hai
01:41ke main isi liye isko udhar le raha hoon
01:42aur mujhe nahi pata hai.
01:43Toh phir aapki koi zamindari nahi hai.
01:45Lekin wo bhi kahte hain
01:46ke jab aapko pehle se pata hai
01:47ke koi kaam yeh karne wala hai
01:49toh phir behtar yeh hai
01:50ke isko is kaam ke liye udhar nahi hain.
01:51Agar 100% yaqeen hai
01:52toh bohot behtar hai ke naa den.
01:54Agar aapko nahi maloon
01:55toh aapko teakeek karne ki
01:56ke aapko bachi ke chhota de.
01:58Phir aapki zamindari.
01:58Qibla?
01:59Ji, bilkul yeh hi hai.
02:00Accha.
02:01Jaise Allah ne firmaaya
02:02ta'awwanoo alal birri wa taqwa
02:04wa la ta'awwanoo alal itmi wal udwaan
02:06neeki aur bhalayi ke kaamon mein
02:09ziyadati aur gunah ke kaam mein naa karo.
02:11Toh humare nachdeek agar confirm hai
02:13woh khud keh raha hai
02:14yaar darab paise de ho
02:15sharab toh pilun
02:16toh phir aise surat mein dena
02:17gunah hoga.
02:18Ab bachna behtar nahi
02:19balke wajib ke surat mein aa jayega.
02:21Aur agar tazabzub ke aalam mein
02:23ki sharab bhi peeta hai
02:24lekin ho sakta hai
02:25kisi aur kaam mein istimal kar le
02:26toh bilkul jaise Hazrat ne ishaat farwa.
02:27Bilkul hai.
02:28Chalain yeh agla sawal se rahega
02:29Mufti sahab batayin.
02:30Mera naam Muhammad Alam Ansari hai.
02:32Mera naam Muhammad Alam Ansari hai.
02:34Main India se hu.
02:36Mera sawal Mufti Akmal sahab se yeh hai ki
02:38Mere baad sahab ke dada ne
02:40zameen masjid ke liye deeti ban bane ke liye.
02:42Agar us gaon mein kisi wajah se
02:44masjid ban nahi sakti.
02:46Toh mandir hai, nahi masjid hai.
02:48Toh ab us zameen ka kya karahe jaaye.
02:50Theek hai.
02:52India ke saare doston ko bohot salam.
02:54Aap loga bohot pyaar mohabbat milta hai.
02:56Iske liye moh shukar kudah raha hai.
02:58Kibla.
03:00Agar koi hai nahi masjid toh
03:02masjid banana lazim hota hai.
03:04Kareeb ba wajibin nahi banayenge
03:06saare gunaagaar honge.
03:08Masjid pe juma hota hai, jamaat hogi.
03:10Usme talim aur tarbiyat ka ihtimam hoga.
03:12Musalmanon ke ishtimaiyat hoti hai
03:14wahapar. Toh yeh kyun nahi hai.
03:16Agar hum farz kar liye, humne toh nahi batayi hai.
03:18Mahaul alaake ka aisa hai,
03:20problem hai, state ka pressure hai.
03:22Agar aisa kuch hai aur nahi bana sakte hai.
03:24Hukm-e-shara toh yeh hota hai humare haan
03:26Agar masjid ke liye zameen waqf kar di.
03:28Zameen ke liye khas taur pe.
03:30Woh qiyamat tak ke liye masjid hi hai.
03:32Agar masjid ke liye zameen waqf kar di.
03:34Lekin yeh bhi aqwal hain.
03:36Agar aapko andesh hai zameen chheen li jaayegi.
03:38Uska qabza ho jaayega.
03:40Toh behtar hai usko sale karke
03:42kisi aur waqf ki jagah par istimaal kar liya jaye.
03:44Jaise aur kisi alaake mein masjid ban rahi hai.
03:46Wahaan paisa de diya jaaye.
03:48Aur ek aakhri sawal ismein farz karna
03:50mahaul kisi bhi wajah aisa hai.
03:52Controversial zameen hai.
03:54Toh koi kharidega bhi nahi.
03:56Toh yeh bhi tayah hai masjid nahi ban paari.
03:58Toh usmein kuch construction karke
04:00koi ghar mana le.
04:02Kuch aur ban jaayega.
04:04Extreme surat-e-hal mein.
04:06Agar bik hi nahi rahi.
04:08Toh waqti taur pe construction karke.
04:10Lekin jo bhi hain gharwale unko bata de.
04:12Yeh humari milkiyat nahi hai.
04:14Waqf ho chuki hai.
04:16Jab bhi mauka milega usko sale karke.
04:18Waqti taur pe kisi aur ka qabza na ho jaye.
04:20Waqf karne ki niyat se yeh ikdamaat kiye jaa sakta.
04:22Bilkut sahi.
04:24Buniyadi baat wahi hai ki agar waqf kar di hai.
04:26Toh maamla bahut sensitive ho jayega.
04:28Hassasiyat bahut zyada hai.
04:30Lahaat agar uske indah pe yeh ke consume nahi ho sakte.
04:32Istimaal nahi ho sakte hai.
04:34Toh humari aayeg haakem-i-shara ka anwaan aata hai.
04:36Mujtahid aur mujtahid ka authorised namainda hai.
04:38Usko on board dekar.
04:40Fir us zameen ko bej kar kisi aur jagah pe.
04:42Isi masjid ke liye istimaal kiya jaa sakta hai.
04:44Toh extreme exceptional cases kar raha hai.
04:46Lekin agar farz kijiye ki waqf tak baat nahi gayi thi.
04:48Theek hai ek intention thi.
04:50Khaish thi.
04:52Agar kisi wajah se wo materialise nahi ho sakte hai.
04:54Toh yeh warasa ki taraf palat jayegi.
04:56Aur warasa iske malik kar aata hai.
04:58Theek hai.
05:00Yeh shayad apparently koi funny samaal lage.
05:02Lekin yeh hota hai.
05:04Is shayar mein toh baut hi hota hai.
05:06Ki ji wo maine koi
05:08100 km ki zameen pe qabza kar liya.
05:10Aur 3 km pe alishan ek masjid bhi bana di.
05:12Aur koi bhi ibadat ka bana di.
05:14Toh yeh
05:16Us masjid mein agar malum ho kisi ko.
05:18Ki yeh ghazbi jagah par hai.
05:20Nahi ho sakte hai namaz.
05:22Matlab namaz ki farziyat toh ada ho jayegi.
05:24Lekin ghasab shuda zameen pe
05:26namaz pradhana guna hota hai.
05:28Yeh fail guna hai.
05:30Namaz ki farziyat ada ho jayegi.
05:32Bunyadi taur par yeh adab ke saath.
05:34Isme ek extreme level aur aata hai.
05:36Bahot se fuqaha kahte hai.
05:38Ghazbi jab zameen hai toh iske obar namaz hogi hi nahi.
05:40Yeh masalah
05:42jo aap arshaat firma rahe hai.
05:44Yeh waqen practical masalah hai.
05:46Har us society ke andar jahan pe lawlessness hai.
05:48Yeh kaam karke dikha hai America ke andar.
05:50Yeh kaam karke dikha hai Europe ke andar.
05:52Yeh kisi aisi jagah par
05:54ke jahan par cheezin bilkul
05:56mauyan aur mushakhas hai.
05:58Yeh zameen yaha se shuru hoti hai.
06:00Iska maalik yeh hai.
06:02Iska owner yeh hai.
06:04Wahapar aap yeh karke nahi dikha sakte.
06:06Jahan par khud hukumat apne
06:08Par usme kahi dafai insaan waqen
06:10badi khushgumani ke saath yeh kaam kar raha hota hai.
06:12Yeh mai kaam karunga toh sawab bhi maate hai.
06:14Halwai ki dukaan par toh
06:16khala ji ka ya nana ji ka
06:18Fateh nahi hota hai.
06:20Yeh waqf ki baat kar rahe hain toh
06:22akhir masajid maghina mein quran kareem waqf hota hai.
06:24Toh ussi masjid
06:26ya madrasah ya imam bargah
06:28uski milkiyat hoga na usko aap kisi bhi taur pe
06:30ya sajdaga hoti hai masajd mein
06:32toh usko aap apni milkiyat mein
06:34ya ghar toh nahi le ja sakte.
06:36Asal masla yeh hi hai
06:38wohi par rahenge
06:40taaki aap agar nahi hai toh
06:42ghar pe le jaake padhate hain
06:44dekhi 24 ghande toh
06:46aap nahi padhenge na
06:48agar aap nahi hote toh
06:50ghar le jaa nahi sakte
06:52ya bas isme itna zaroor hota hai
06:54agar bahut zyada quran waqf ho gaye hain
06:56toh betare kisi aur masjid
06:58mein jahan zaroorat hai kam quran
07:00woha muntaqil kardein taaki woh
07:02padhe jaate rahe hain.
07:04arre toh quran pak hai na
07:06hum bhi koi chori kar rahe hain
07:08toh abhi nahi hai ghar pe
07:10chalo ne niche masjid se layao
07:12toh yeh chal nahi chalega na sir
07:14quran hai, sajdaga hai, isi tarah se
07:16musallay hai, isi tarah se pankha hai
07:18koi bhi cheez hai, toh us jaga ke liye
07:20waqf ki gayi hai, woha ke liye hai
07:22wahan se kisi aur jaga shift karne ke liye
07:24jais ke mufti sahab ne ishaat firmaya
07:26bahut zyada agar ho gaya
07:28toh phir hakim-e-sharah wala
07:30mushtahid ya uske numayende ko
07:32agar khud se yeh kaam karna bhi durst nahi hoga
07:34agla sawal chalayega
07:36aap batayega
07:38meri tamam ulma-e-karam se
07:40ek sawal hai, ki hum
07:42hum-e-pehtik ki duayiyan istimaal karte hain
07:44hum duayiyon ke andar alkool hota hai
07:46toh sehri ke
07:48baad aur aftari ke baad
07:50hum woh duayiyan kha ke
07:52phir masjid jaate hain namaz padhne ke liye
07:54toh kya woh alkool wali duayiyan kha ke
07:56hum namaz padh sakte hain
07:58sehri ke baad toh naa khaayen
08:00rooza hi jaayega
08:02haan iftaar ke baad
08:04kha sakte hain
08:06asal mein yeh alkool par brahraaz
08:08quran ya hadees ki mumanaat
08:10warid nahi hui hai
08:12yeh sharaab par qiyas karke isko mana kiya gaya
08:14toh fuqaha jab apni raaye se
08:16kisi cheez ko mamnoo karar detein
08:18aur unko ikhtiyar hai
08:20Allah ta'ala na firmaaya ya ayyuhallazeena aamanu
08:22atiullaha wa atiurrasoola wa ulil
08:24amri minkum
08:26atiurrasool ki itaad karo
08:28unke wajutum mein hukum walein
08:30mujtahideen, muftihane kiram, ulama jo
08:32logon ko ahkaam sikhate hain
08:34unke tarbiyat karte hain
08:36yeh bhi murad hain
08:38zyada qavi qaul balke unke baare mein
08:40toh jab fuqaha yeh dekhte hain
08:42humne kiya raaye di
08:44lekin uske khilaf logon mein
08:46ghair mahsoos tariqah se wo cheez
08:48bahot zyada aam ho gayi
08:50toh isbaad ko like nahi karte
08:52ke apni zaati raaye se
08:54apne raaye wapas le lete hain
08:56isko humare terms ek use hoti hain
08:58umum-e-balwa
09:00aur ek mahzoor-e-shara'i hota hain
09:02mahzoor maane mamnoon cheez
09:04mahzoor-e-shara'i jab logon mein aam ho jaye
09:06toh logon ki aadat chudwane mein bhi haraj hain
09:08agar aap kahein ki
09:10homeopathic ilaash tum kar nahi sakte
09:12allopathic ke andar fula fula cheez mili
09:14aur kafseerat mein khas taur par hai
09:16yeh bhi chhodo do
09:18ab talaash karo hakeem badami sahab ko
09:20wo kahan se milenge hakeem badami sahab
09:22isliye phir logon ke liye haraj ki surat banegi
09:24isliye ab fukha-e-karam ne iski
09:26ijazat diye, kar sakte
09:28yaa apne kyun kaha sehri mina khaye, warna roza hi gaya
09:30unhone kaha tha sahri ke baad
09:32aagar sahri ke baad
09:34toh roza shur bhajaayega
09:36sehri ke baad
09:38baniyadi tabhi masalah yeh
09:40jis cheez ko sharab kaha gaya
09:42proper ek liquor hain usko toh haram kaha gaya
09:44aur najis bhi kaha gaya, yeh do alag-alag cheez hain
09:46kisi cheez ka najis hona ka yeh matlab nahi hain
09:48balki jitne cheez najis hain
09:50patman haram honge, lekar haram hona ka yeh matlab nahi
09:52najis bhi hogi, do alag-alag cheez
09:54isse cheez ki karahiyat ka bhi andaza laga hain
09:56ke najis ka
09:58toh ab uske baad aati yeh baad agli
10:00yeh jo industrial alcohol hai, jo extract hota hai
10:02usko najis nahi kaha gaya
10:04agar intoxicate karta hai, usse nasha hota hai
10:06toh definitely wo cheez haram toh hogi
10:08lekin yeh ke agar uske andar itni migdaar
10:10kam hai, ke jiske andar ek labh istimal hota hai
10:12istahlag, ke wo ghul milkar khatam
10:14ho jaye, uske taaseer hi khatam ho jaye
10:16najis hone ki wajah se already wo haram toh nahi tha
10:18haan, sahi haan, sahi haan
10:20yeh wala masla jab khatam ho gaya, toh yeh hurmat ka pahaloo bhi nazar andaaz
10:22ho jata hai, homeopathic ke jo dawaein hain
10:24unka masla yeh yeh, ke agar unko
10:26paani wagaara ke andar mila ke, jo aam toh
10:28ab usko peene ka tariqa kar hai, ke chand drops daal diye
10:30aur drops daalne ke baad usko mila liya
10:32aur uske baad usko pee liya, toh phir uske baad
10:34wo masla uski minute, itni
10:36kam uski quantity reh jati hai
10:38ke wo paani ke andar milkar khatam ho jata hai
10:40najis na hone ka masla pehle hi nahi tha
10:42aur yeh wala masla bhi uska hal ho jata hai
10:44toh practically phir usko use kiya ja sakta hai, usko koi problem nahi
10:46all right, perfumes mein alcohol
10:48hota hai, yeh formula hai
10:50same issue iske andar, ke juke
10:52perfumes mein maujood alcohol
10:54industrial alcohol hai, wo najis nahi hota
10:56sahi hai, jab najis nahi hota toh
10:58usko lagane se insaan najis nahi hota
11:00peene ki baat nahi ho rahi hai, usko lagane ki baat ho rahi hai
11:02liyaaza na lagane mein koi haraj hai
11:04aur nahi usse even namaz ke andar bhi
11:06hamare fuqaane iske andar kahe, ke usse
11:08toh farq nahi padta, balke jisana se
11:10umumi itriyat ka istemaal hota hai, ussi kandar
11:12ussi category baat hai, isme aanaap
11:14mein hai koi hassasiyat zara, haan isme yeh
11:16hai ke hamare nazdi ki yeh
11:18na paak aur najasat-e-ghaliza hai
11:20aslan, aslan
11:22industrial alcohol bhi, haan, aslan
11:24yani iftida ke aitbaar se, lekin wo hi baat hai
11:26jab uske peene ki ijazat di toh lagane ki
11:28toh badar ja aula hogi, kyunki
11:30umume balwa hogaya hai, toh ab iski ijazat hai
11:32warna agar yeh surat-e-na hoti
11:34umume balwa na hota, toh
11:36hukm-e-sharayi tha, ke spirit alcohol ko
11:38hamare hai najasat-e-ghaliza hi karar deta hai
11:40yani na paak karar deta hai
11:42toh kibla agar najis hai, toh fir us
11:44perfume ko lagane se, jisam ki najis nahi ho jayega
11:46arz toh kar raha ho, ke ab yeh surat-e-hal
11:48badal gaye, asal
11:50hukm woh tha, lekin ab
11:52jadeed daur mein, jadeed daur mein, kyunki
11:54umume balwa hai, bahut zyada aam hogaya hai
11:56toh no tension, aap bilkul na gabra hai
11:58ab laga sakte hai
12:00yeh, yeh, yeh, yeh, yeh, yeh, yeh, yeh, yeh, yeh
12:06mein question hai ki
12:08khatun hain jo 61 years old hai
12:10she is widow and she has no kids
12:12wo Haj karna chaah rahi hai
12:14toh is age mein bhi unko
12:16Haj pe jaani ke liye mehram ki
12:18surat hai, ya phir wo
12:20groups ke saath without
12:22mehram bhi Haj kar sakti hain
12:24Russia se yeh sawal hai
12:26fundyadi taur pe yeh fikr Hanafi ka masla hai, iske fikr
12:28Jafri ke indar yeh, mehram ki shart nahi hai
12:30fundyadi taur par masla yeh
12:32unka mehfooz hona, unki izzat mehfooz ho
12:34unka safar ke indar unki jaan mehfooz ho
12:36toh wo bilkul safar kar sakti hain
12:38aam toh pe chunke aaj kal yeh 4 gante, 6 gante
12:40ki flight hai, uske indar yeh wala masla nahi aata
12:42lekin yeh fikr Hanafi ke indar ismein hassas kirti hain
12:44ji, amare yahan dhodi
12:46sakti hai, lekin
12:48ismein yeh hai, ek riayat ka pehlo yeh
12:50hota hai, ki agar koi khatun
12:52over age ho gayi hain, zara matlab
12:54burhaapi ki taraf aa gayi hai, aur
12:56ghair jaazi be nazar hai, kyuki baaz
12:58khabatin aisi hote hain, jo 60 mein bhi exercise
13:0030-year-old girls are embarrassed. If it is of this kind, then we will have to be careful.
13:07Otherwise, they can go. The condition is that the journey is peaceful.
13:12If the seven people are of the Ameen type, then they can travel.
13:16Right. And if it is the same situation as you said in the beginning,
13:19then in that situation, there is no need for Hajj.
13:22There is no need for Hajj.
13:23There is no need for Hajj.
13:24There is no need for Hajj.
13:25There is no need to perform Hajj until Maharam is present.
13:28So, they are not becoming sinners by not performing Hajj.
13:29They are not becoming sinners by not performing Hajj.
13:30If they are patient, then they will be rewarded in the hereafter.
13:32Right.
13:33And the second situation that you said,
13:34there is permission in that and they can go.
13:36Right.
13:37Let's go to the next question.
13:39If the clothes of the newborn babies are drying on the rope outside at the time of Maghrib,
13:44then is there any instruction for this that they should take it inside at the time of Maghrib,
13:49inside the house, the clothes or the other carry nets etc.
13:53Right.
13:54Are there any such things for this that they should definitely take it inside at the time of Maghrib and not outside?
13:58The clothes of the babies are hanging outside.
14:00Should they take it inside at the time of Maghrib?
14:02In the Hadith, there is an instruction for the babies.
14:04The Prophet said,
14:06Before Maghrib, take your babies inside the house.
14:09Because at that time, such a creature spreads which you do not see.
14:13The Shariah has stated that the Jinn usually come out after Maghrib
14:18and they put their effects on the babies.
14:20So, Rahmat-e-Qurnayn instructed to take the babies inside before Maghrib.
14:24He said, when it is a little late, then open the doors.
14:27That is a special time for them.
14:29But clothes do not do anything to them.
14:31You can do it without any worries.
14:33Clothes have nothing to do with it.
14:35Right.
14:36By the way, all these things,
14:38Is there any such thing that has a Shariah?
14:41For example, do not sweep after Maghrib.
14:44Or do not give a sword with your hand, there will be a fight.
14:49All these things have a cultural connection.
14:51In Western societies, there is no number 13 button in the lift.
14:55Is there any such thing that is famous?
14:57And you say, yes, this thing has a connection with religion.
15:01Or is it almost all air?
15:03There can be many such things.
15:05If you arrange a list of them, then there will be some
15:07that have a connection with religion.
15:09For example, look at this.
15:11It has been said about utensils at night.
15:14Try to wash the utensils at night.
15:17The dirty utensils.
15:19So, there is a wisdom in it.
15:21It is understood that the insects will come from the spread of dirt.
15:24There will be other things.
15:25It is against hygiene.
15:26It is against health.
15:27But as you said, there is no problem with sweeping.
15:31You can do it after Maghrib.
15:33In the olden days, there was a light issue.
15:37There were electricity issues.
15:39People did not have these facilities.
15:41For example, the city of lights at night.
15:44If there is a problem, it is a simple matter.
15:47There will be a practice that you have to do all the work before evening.
15:50It is good.
15:51But if you want to sweep at night,
15:53or if you want to do some cleaning,
15:55there is no problem.
15:56It is said to cut nails.
15:58Is it fixed that if you do not cut it after Maghrib,
16:00it is better to cut it during the day?
16:02No, it is not like that.
16:03You can cut it.
16:04If there is a broken mug or cup,
16:08it is said not to drink from the broken side.
16:10I don't know if it is a devil.
16:12It is written that it will harm you.
16:16If you keep it, you can cut your lips.
16:18Otherwise, there is no problem.
16:20There is a medicine for it.
16:22There is also a medicine for germs.
16:24In short,
16:26there are some things that you seem to have,
16:28that are medically fine for hygiene.
16:30Tell me about the relationship between husband and wife.
16:34If you do not give the knife in hand,
16:36there will be a fight.
16:37There is a sign of a scissor fight.
16:39It is said that if you do not give the scissor,
16:41there will be a fight.
16:42Although I have never seen a fight in a barber's shop.
16:44How much does he burn?
16:46But they are not husband and wife.
16:48What is the fault of husband and wife in the scissor fight?
16:51Then the scissor was the real reason.
16:53But there is nothing like that.
16:55You tell a barber to cut his wife's hair with his own hands,
16:58and during that time, he used a scissor,
17:00and then we gave some information,
17:01and there was a fight.
17:02There was a fight.
17:03Although I know many people who are not giving the scissor,
17:05but still there is a fight.
17:06This is the thing.
17:08I think this debate should be stopped here.
17:11We take a break.
17:12You see a package.
17:13Then we will be present with the next segment.

Recommended