"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#Shaneiftaar #waseembadami #Munajaat
Munajaat | Waseem Badami | 27 March 2025 | #shaneramazan
This segment will feature scholars as they make a dua to Allah and recite the “Qasida e Burda Sharif” to pray and ask forgiveness for mankind.
#waseembadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #shaneramazan2025
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#Shaneiftaar #waseembadami #Munajaat
Munajaat | Waseem Badami | 27 March 2025 | #shaneramazan
This segment will feature scholars as they make a dua to Allah and recite the “Qasida e Burda Sharif” to pray and ask forgiveness for mankind.
#waseembadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #shaneramazan2025
Category
😹
FunTranscript
00:00Qalb-e-aashiq hai ab paara paara
00:21Al-wadaa al-wadaa maah-e-ramzaa
00:40Al-wadaa al-wadaa maah-e-ramzaa
01:08Masjid-o-mein bahara gayi thi
01:27Jok dar jok aate namazi
01:44Ho gaya kam namaso ka jazba
02:03Al-wadaa al-wadaa maah-e-ramzaa
02:10Ibadat-o-ke chaman ki bahar hai ramazaan
02:15Ilaaj-e-gardish-e-nail-o-nahar hai ramazaan
02:19Ba-e-tahaarat-e-dhil aap shaar hai ramazaan
02:24Payaam-e-rehmat-e-parvartigar hai ramazaan
02:28Huwa kareem-ka-ehsaan
02:30Isi mahine mein mila rasool-ko-qur'aan
02:34Isi mahine mein shab-e-nuzool-e-qur'aan
02:38Shab-e-zikr-e-quda
02:41Mumkina shab-e-qadr
02:43Al-wadaa-e-ramazaan
02:45Aaye milkar munajat bhi karein
02:47Aaj ki is shab-ka tazkira bhi karein
02:49Aur ramazaan ko jis andaaz mein haq hai
02:53Us andaaz se al-wadaa karne ki koshish bhi karein
02:56Hamd hai us Allah ke liye
02:58Jis ke sewa mein kisi ko nahi pukaarta
03:01Aur agar us ke ghair se dua karoon to
03:03Woh meri dua qabool nahi karega
03:05Hamd hai us Quda ke liye
03:07Jis ke ghair se mein ummeed nahi rakta
03:09Aur agar ummeed rakhoon bhi
03:11To woh meri ummeed poori nahi karega
03:13Hamd hai us Quda ke liye
03:15Ki jisni apni qudrat se muntashir ko mutahid kiya
03:19Aur apne lutf se subho ko namaya kiya
03:23Hai Allah tu ne hi apne karam se
03:25Tariq raaton ko roshan kiya
03:27Tu ne hi apne karam se
03:29Sakht patharon me se meethe aur khare paani ke chashme jari kiya
03:33Tu ne hi apne karam se
03:35Badalon se saaf paani barsaya
03:37Tu ne hi apne karam se
03:39Sooraj aur chaand ko makhloog ke liye
03:41Roshan charaag karar diya
03:43Baghair us ke ki unke paida karne mein
03:45Tujhe koi rukawat aariz hui ho
03:47Ya tu muhtaaj hui ho
03:49Ae bahut ataon wale
03:51Ae tohfe ata karne wale
03:53Ae makhloog ko rizq dene wale
03:55Ae tamannaayin poori karne wale
03:57Ae shikayate sunne wale
03:59Ae mubarak naamon wale
04:01Tu ne firmaya hai
04:02Ki Quda ki bargah mein sache dil se tauba karo
04:05Ummeed hai ki tumhara parwardegar
04:07Tumhare gunahon ko mehf karde
04:09Tumhe bahis mein daakhil karde
04:11To baar-e-ilaha
04:12Aaj shab-e-sattais ramazan-ul-mubarak
04:14Ye jitne log is tashariyat se chudhe hue
04:17Teri bargah mein tasbasta hokar dua karte hai
04:20Allahumma aajirna minal naar ya mujheed
04:23Allahumma aajirna minal naar ya mujheed
04:26Ae Allah
04:27Us din jab Quda
04:29Apne rasool
04:30Aur un logon ko jis par imaan laaye hai
04:32Ruswaan nahi karega
04:33Balki unka noor unke aage aage
04:35Aur unke daaye jaanim chalta hoga
04:37Aur wo log ye kehte honge
04:39Ae hamare parwardegar
04:41Hamare liye noor ko kaamil parma
04:44Isniye ki tu har cheez par qadir hai
04:46Ae makhloog ko zinda karne wale
04:48Ae qaidiyon ko azaad karne wale
04:50Buzurgiyon bulande wale
04:52Ae ehd aur wafa wale
04:54Ae muafi dene wale
04:55Ae razi hone wale
04:57Ae atao bakshish karne wale
04:59Ae faisla aur insaaf karne wale
05:01Ae izzat aur baqa wale
05:03Ae atao sakha wale
05:05Ae rehmat aur nehmat wale
05:07Ya arhamar rahimi
05:09Ya arhamar rahimi
05:12Diwan ab ro rahe hain
05:19Muzdarb sab ke sab ho rahe hain
05:28Ter diwan ab ro rahe hain
05:37Muzdarb sab ke sab ho rahe hain
05:46Hai ab waqt rukhsat hai aaya
06:03Alwata alwata
06:07Zahe naseeb jo maahe sayaam aata hai
06:11Zameen pe ehle falak ka salaam aata hai
06:15Jo pyaase hoton pe maalik ka naam aata hai
06:19Toh khud hi raqs mein rehmat ka jaam aata hai
06:23Suna do khushkhabari dardon gham ke maaron ko
06:26Mili hai muhulat-e-tauba gunahgaaron ko
06:30Ya faarjal hammein
06:32Ae ranj ko door karne wale
06:34Ya taashfal ghammein
06:36Ae gham ko door karne wale
06:38Ya ghaafirul dhammein
06:39Ae gunahon ko muaaf karne wale
06:41Ya qaabilat-e-tauba
06:43Ae tauba ko qabool karne wale
06:45Ya khalikal khalqein
06:47Ae makhluqaat ke khaliq
06:49Ya sadikal waad
06:50Ae baadein mein sachein
06:52Ya mufial ahdein
06:53Ae baadein ko poora karne wale
06:55Ya aalim-e-sirrein
06:57Ae raazon ke jaanne wale
06:59Ya faalikal habbein
07:01Ae daane ko cheerne wale
07:03Ya raazikal an'aam
07:05Ae logon ke raazi
07:06Allahumma inni as'aluka bi'ismika
07:09Baare laha shab-e-sadai
07:11Tere naamon ke waste se tudse maangtein
07:13Ya Ali yo ya wafi
07:15Ae buland aye wafadaar
07:17Ya ghani yo ya wali
07:19Ae beniaaz aye meherbaan
07:21Ya hafi yo ya razi
07:23Ae ihsaan karne wale
07:25Ae pasandida
07:26Ya zaki yo ya ali
07:28Ae paqeeza
07:29Ae iptida karne wale
07:31Ya qavi yo ya wali
07:33Ae qavi
07:34Ae haakim khudaya
07:35Aur main us shakhs ki tarah sawaal karta hoon
07:38Jiski zaruratein bahut parishan kun ho
07:40Usne haj se zyada parishani ke mauke par
07:43Tere huzoor apni zaruratein bayan ki ho
07:46Aur jo teri barkah mein
07:48Usse bahut zyada wabastagi ho
07:50Khudaya teri qudrat azeem
07:52Teri manzil buland
07:53Teri tadmeer-e-naamaloo
07:55Tere ehkaam wazeh
07:56Teri tawanai qalib
07:58Teri qudrat jari
07:59Teri farma rawai se bhaagna na mumkin hai
08:02Baar-e-Allah
08:03Mujhe mere gunahun ka bakshne wala aur koi nazar nahi aata
08:06Meri buraiyon ka koi parda kosh nahi hai
08:09Tu sattar-ul-ayub hai
08:11Tu ehmo ka chhupane wala hai
08:13Jitne log is tashriyaat se jude huye hain
08:15Sabke ehmo ki parda koshi farmana
08:17Sabko dakhil-e-jannat farmana
08:19Inmise kitne hi log hain
08:21Jimke azeez-o-aqarib
08:22Maa, baap, behen, bhai, dost, risht-e-daar
08:25Pichle ramazan, shab-e-sattais mein shamid the
08:28Aaj mano matti tale dafun ho chuke hain
08:31Tere sewa koi zaaz nahi hai
08:33Ke hamaari badkaariyon ko khush kirdaariyon se badak de
08:36Tere sewa koi maaboot nahi hai
08:38Tu baag hai
08:39Teri hamd hai
08:40Maine apne upar zulm kiya
08:42Apni jahalat se jurat ki
08:44Main teri guzishtan nematon aur maazi ke ahsanaat yaad karta raho
08:48Mujhe baksh de
08:50Aur gunahun par muafi ata farma
08:52Tere aane se dil khush hua tha
09:02Aur zaak-e-ibadat bada tha
09:11Tere aane se dil khush hua tha
09:20Tere aane se dil khush hua tha
09:30Aur zaak-e-ibadat bada tha
09:38Ab waqt-e-rukh saaj aaya
09:46Al-wada, al-wada
09:51Gulat-e-farz ko jhote bade khuda na kare
09:55Dilon pe kufr ke panje gade khuda na kare
09:59Dikhai de hame roze gade khuda na kare
10:03Khuda ke saamne kehna pade khuda na kare
10:06Jo daaman-e-kirdar par the dho na sake
10:10Guzar gaya Ramazan, faiziyaan ho na sake
10:14Ae Allah, zameen par jo amal hai, wo teri wajah se hai
10:18Ae aaka, ae wo jisper hamara pura pura bharosa aur tawakkul hai
10:22Ae wo wahid zaat-e-aqnas, jiski taraf ham apni haalat-e-zaar ka shikwa lekar aate hain
10:28Ae hamare parvardigar, hamare aaza ko
10:32Apni khidmat-o-aboodiyat ki khatir quwat baksh de
10:35Aur hamare dil aur wujud ko asm-o-himmat de
10:38Taake ham teri ataat ke meydan-o-mein sab tak hasil kar sake
10:42Teri dargah ki tarab daud kar aa sake
10:45Tu toh wo hai, ke tujhse na bhi maange, toh bhi ata karta hai
10:49Duniya wale wo hai, jinse maange, toh bhi ata nai karte
10:53Dete hai, toh ehsaan jata kar dete hai
10:55Jab main tere huzoor giriya-o-zaari na karu, tab bhi tu rehm karta hai
11:01Aur duniya wale wo ke aage zaari karu, tab bhi rehm nai karte
11:05Ham maasiyat ke andar-o-mein doobe hua hai
11:08Fakat teri rehmat ki roshni dargah raha hai
11:10Nai malum guna kitne hai
11:12Lekin ye malum hai, ke tera karam kitna hai
11:15Tu sattar hai, tu ghaffar hai, sattar-ul-uyub hai
11:19Apne karam ke saaye mein panah de
11:21Ae barkat-e-naazil karne wale
11:24Ae aansu-o-par rehm karne wale
11:26Ae gunah-o-ke muaf karne wale
11:28Ae sakti-o-ke door karne wale
11:30Ae neki-o-ko pasand karne wale
11:32Ae buland martabe wale
11:34Ae murad-e-poori karne wale
11:36Ae murdo-ko zinda karne wale
11:38Ae bikro-ko ikhatta karne wale
11:40Ae niyat-o-ki khabar rakne wale
11:42Ae dil-o-ke badal dene wale
11:44Jitne log iss waqt dekh rahe hain
11:46Aur hamaare saath aameen keh rahe hain
11:48Sabki dili hajaat poori farmaan
11:50Chain-o-itminan naseeb farmaan
11:52Jais waqasat mein kamyabi ata farmaan
11:55Mulk Pakistan par rahmate aur barkate nazil farmaan
11:58Ya arhama rahmeen
12:00Ya arhama rahmeen
12:02Bazme-aftar sajti thi kaisee
12:12Khoob seghri ki raunak bhi hoti
12:21Bazme-aftar sajti thi kaisee
12:29Khoob seghri ki raunak bhi hoti
12:38Sab samaa ho gaya soona soona
12:57Alwata alwata maa
13:02Dekhiyaan kuch nahaan kar sake hain
13:05Aaha iss yaan mein hi din kate hain
13:08Haaye ghaflat mein tujhko kuzara
13:11Alwata alwata maa hi ramzaan
13:14Tere aane se dil khush hua tha
13:17Aur soq-e-ibadat badha tha
13:19Aaha ab dil pe hai gham ka galba
13:23Alwata alwata maa hi ramzaan
13:26Tere deewane ab ro rahe hain
13:28Mustarir sabke sab ho rahe hain
13:31Haaye ab waqt-e-ruqsat pe aaya
13:34Alwata alwata maa hi ramzaan
13:37Masjidon mein bahar aa gayi thi
13:40Joob dar joob aate namazi
13:42Ho gaya kam namazo ka chaswa
13:45Alwata alwata maa hi ramzaan
13:48Bazme-aftar sajti thi kaisee
13:51Khoob seghri ki raunak bhi hoti
13:53Sab samaa ho gaya soona soona
13:56Alwata alwata maa hi ramzaan
14:00Waastaan tujhko pyaare nabi ka
14:03Hashir mein humko mat ghul jaana
14:06Roz-e-mahshar humme bakhsh bhaana
14:09Alwata alwata maa hi ramzaan
14:12Jab guzar jaayenge maa hi gyaara
14:15Teri aamat ka phir shoor hoga
14:18Kya meri zindagi ka bharosa
14:21Alwata alwata maa hi ramzaan
14:24Tum pe laakon salaam maa hi ramzaan
14:28Tum pe laakon salaam maa hi ghufraan
14:33Jaun haafiz khuda ab tumhera
14:39Alwata alwata
14:43Alwata alwata
14:46Alwata alwata
14:52Alwata alwata
14:57Alwata alwata
15:00Al-Wadaa, Al-Wadaa, Al-Wadaa, Maa-e-Ramzaa
15:13Al-Wadaa, Maa-e-Ramzaa
15:15Al-Wadaa, Al-Wadaa