Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | Shaitan ke Chale
Shan e Ramzan | ARY Qtv
#QuraniWaqiyat #ShaneRamzan #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Shan e Ramzan | ARY Qtv
#QuraniWaqiyat #ShaneRamzan #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Rooh-e-Makkah, Madinah, Aadmi ko banata hai yeh Insaan
00:12Shaan-e-Ramzaan
00:18Aaj mara mauzoo hai shaitaan ke chele
00:21Aam taur par samjha jaata hai shaitaan ek hi hai
00:24Aur wahi akela shaitaan har jagah sharr aur fasaad angezi karta hai
00:29Magar Quran-o-Hadees ka ilm rakhne wale bakhubi jaante hain
00:34ke shaitaan sirf ek nahi hai
00:37balke iski bohot badi fauj hai
00:40Jis tariqah se naik aur achche logon ki jamaat ya guroh hota hai
00:45agar wo naik insaan, peghambar ya nabi ho
00:48to uski ummat ya pehrokaar hua karte hai
00:52agar wo naik insaan, aalim ya buzurg ho
00:54to uske shagird ya murideen hua karte hai
00:58aur phir yeh log ek jamaat aur guroh ki taur par
01:01deen-e-hmateen ki khidwat, khair aur neki ki daawat
01:05insaniyat ki salaah-o-falaah ka kaam karte hai
01:09bilkul usi tarah
01:11in saare kaamon ki rog thaam ke liye
01:14iblees apne chelo ko istimaal karta hai
01:18aur wo chele khaas taur par us jagah par khalal daalte hai
01:24jahaan par Allah ke deen ka kaam aur khair ki daawat ja rahi ho
01:32aur shaitaan un tamaam cheezon ki rog thaam ke liye
01:36ek munazzam andaaz mein mukammal taur par team work karta hai
01:40jismein baqaida alag-alag responsibilities
01:44uske chelo ko uske shagirdon ko saupi jaate hain
01:48kutub-e-tafaseer mein ahle ilm hazraat ne
01:51baqaida shaitaanon ki alayda alayda alag-alag teams ka bhi zikr kiya hai
01:58inki zimmedariyon ka bhi zikr kiya hai
02:01aur unke sarghana ka naam bhi bataya
02:04naazreen, aapki khidmat mein
02:07hum wo chauda teamon ka zikr karte hain
02:10jinge alag-alag naam aur kaam bataye gaye hain
02:15sabse pehle ek sarghana hai
02:18uski ek team hai zalamboor
02:21yeh wo shaitaan hai
02:23jo bazaaron mein apna khufiya jhanda lagata hai
02:26aur apni poori team ke saath
02:29bazaaron ki andar kaarobari
02:32aur kaarobari maamlaat mein
02:35aur kaarobar karne walon mein khalal peyda kar
02:38aur fitnaon fasaad khada karta hai
02:42doosra sarghana
02:44aawar naam
02:46aawar dekhiye uska naam hai
02:48is shaitaan ki zimmedari hai
02:50zina ko aam karna
02:52bani nau insaan ko nikah ke bajaye
02:54zina ki tarah le jana
02:56ghair fitri amal ki tarah maail karna
02:59hamjins parasti ki tarah uski tabiat ko maail karna
03:02aur aawar is kaam ko apni poori team ke saath
03:06sarangam deta hai
03:09agla shaitaan hai miswat
03:12is shaitaan ka kaam
03:14hafwaahin phailana hai
03:16jhooti khabron ke zariye
03:18logon ke khayalaat par asarindaaz hona
03:21aur ujjahanaat ko tabdeel kar dena
03:23baaz oqaat jhooti khabron ke zariye
03:26logon ke darmiyan
03:27fitnaon fasaad khade kar dena bhi
03:30isi ka kaam hai
03:31ahle ilm ke nazik
03:33yahi wo shaitaan hai
03:34jo fitnaon fasaad ke zariye
03:36logon ko jhooti qasmoon tak par aamada kar bata hai
03:40aur agla shaitaan hai
03:42daasim
03:43daasim aur iski team ke do kaam hai
03:45ek to nahusat
03:47aur mayusi phailana
03:48taake log kisi bhi kaam ko
03:50dilchaspi se na kare
03:52aur agar
03:54kisi kaam ka irada kar chuke hon
03:56to daasim ke waswason se
03:58logon ke irade mutazalzal ho jate hai
04:05agla jo shaitaan hai
04:08main uski tarah badhne se bhele aapko batata hun
04:10ke daasim
04:11jo logon ko naaumeedi ki taraf lata hai
04:13ummeed se nikal kar
04:15naaumeedi ke daldal mein dhasa deta hai
04:17doosra kaam daasim ki team ka kya hai
04:20logon ko rasta bhula dena
04:23raah chalne mein galati karwa dena
04:26iski wajah se log kasrat se
04:28haraj aur taakhir ka shikaar hote hai
04:33ab baari aati hai ghailan ki
04:35ye bhi shaitaanon ki ek team ka sargana hai
04:38ghailan ka matlab hota hai
04:40dhokebaaz
04:42iska aur iski team ka kaam bhi yehi hai
04:44logon mein dhokebaazi aam karna
04:47society se aitmaat aur yaqeen ki faza ko khatm kar dena
04:51taake koi musalman doosre musalman par bharusa hi na kare
04:55agla shaitaan hai
04:57sibr
04:59sibr aur uski team ka kaam hai
05:01musibat par wawela machana chaa
05:04rona, chillana, waghaira
05:08qudrati aafat ya musibat par
05:10logon ko sabro shukr se rokna
05:14aur unhe wawela macha kar
05:16be adabi aur gustakhi ki taraf dhakilna
05:20aur jab bhi koi aazmaish ya musibat ho
05:23toh us aazmaish ko mazeed
05:25sakht karne ke liye
05:27logon mein besabri peyda kar dena
05:30agla shaitaan hai
05:32laqoos
05:34laqoos aur uski team ka kaam yeh hai
05:36ki logon mein phoot dalwana
05:39nafrate peyda karna
05:41aur guroh e insani ko
05:43muqtalif tasam ke tabqaat me takseem karna
05:47nazareen e kiram
05:49kuch shaitaan aur unke sarghana
05:51aur team aur unki responsibilities baaki hai
05:54jo hum kal ke episode me
05:56inshaAllah shamil karenge
05:58tab tak ke liye assalamu alaikum
06:00wa rahmatullahi wa barakatuh