• 2 days ago
"Those Who Change Loyalties to Form Forward Bloc Will Be Politically Finished."Muneeb Farooq
Transcript
00:00Same question, forward block banta nazar aa rahe hai?
00:03Sir, jinnone forward block banwana hai, dekhi agar wo banwayenge to ya jishtra banaya jayega,
00:10ab usme issue yeh hai ki jinn logon ke base pe wo banaya jayega, wo phir divorced hai from politics.
00:15Unko phir aise hi hai ke aage zarurat hogi saharon ki, bisakhiyon ki, kyunki tariq-e-insaaf ka jo,
00:21ab aap yeh dekh liye na, choti si baat hoti hai, to unka jo social media hai, wo itna hostile hai towards its own leadership,
00:27ke wo unse faisle tabdeel karwaa leta hai, to let alone ke log wafadariyan tabdeel karke forward block banayenge,
00:33to siyasi taur par to wo pharag ho jayenge, frankly, unko phir aage zarurat padegi,
00:37bisakhiyon ki, crunches ki, intikhabaat jeetne ke liye.
00:40Agar koi yeh bet lene ke liye tayar hai, to phir to kar lega, otherwise to mere khaal mein in haalaat me bhi,
00:45log das tafas sochenge forward block me aane ke liye.
00:48Sir ji, government pe very quickly, koi pressure hai, things seem to be going hanki dori,
00:54one page bhi theek ja rahe hain, economic mega indicators aista aista betar ho rahe hain,
00:59judiciary ki darse koi problem nahi hain,
01:01Sir, lafz hi yeh keh rahe hain.
01:03To government pe koi pressure hai, jo ab yeh baat ho rahe hain, Eid ke baad,
01:06ehtajaaj wo sab kuch, uska koi pressure, hum kuch mahino ke upar moheed dekh rahe hain,
01:11ehtajaaj, build up hote, hafton ki baat to nahi lag rahe hain.
01:14Mere apna yeh khaal hai, mere bhai, baar baar kaha jaa rahe hain, but for social media,
01:19ke jee, sari baatein tayah ho jaati hain, aur yeh bole,
01:23kin phir social media amal lete hain, ahun tere munde nahi rahen lete hain, in short.
01:27Theeka na? To, wo social media ko, mera apna khaal hai,
01:32ke after Eid, there is going to be huge clampdown on it.
01:36Aur usse yeh nikala jaa rahe hain, ke jo Muneeb keh rahe hain,
01:40due to the pressure, uski wajah se, wo jo keyboard barrier hain.
01:44Abhi tak aisa to nahi hua na, matlab jaise Marwan sahab nikal gaye,
01:47to in ke ghar ke baahir kisi hajum to nahi katha hua na, abhi tak.
01:51Acha, 10-10 seconds, I hope, I assure myself.
01:54Isse zyada kya baat hai?
01:56Mother, very quick, chale, wo kah rahe hain, waqt bilkul khatam ho gaya,
01:59sawalat beech par rahe gaye, naazreen.
02:01Ijazat deejiye, aur ek advance Eid ubaarege aap sabko.
02:04Aur Allah kahre, ke hum to bni Eid bana rahe hain,
02:06ke Gaza ke andar, jo Falestino pe zulm ho raha hai,
02:09Allah, ujaar desh de thaniyaon ko, samay nahi aati insaan kya kare,
02:14bebasi bhi aati hai, dukh bhi hai,
02:16unko apni dua mein zarur yaadak hai.

Recommended