• 18 hours ago
Dahan Me Zuban Tumhare Liye

Host: Prof. Sumair Ahmed

Judges: Rizwan Zaidi, Ashkar Dawar, Shahid Masroor

#ramzan #shaneramzan #aryqtv #ramzan2025

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://bit.ly/aryqtv
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Alhamdulillahi Rabbil Alameen.
00:15Tamam tarifi Allah Wazir Gobartar ke liye jo hamaara khaliq, hamaara maalik, hamaara
00:18paalanhaar hai be hisaab la taadaad durood o salaam Mustafa Kareem alaihi salatu wassalam
00:23ki zaat-e-aqdas par, ki aap hi ke tufail karkhana-e-qudrat, ramadamaah hai.
00:27Allahumma salli ala sayyidina wa maulana muhammadin wa ala alisayyidina wa maulana muhammadin
00:32wa barik wa sallim.
00:33Nazireen-e-muhdaram, assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.
00:37Rahmat-e-Ishaar ka khususi segment, Dahan-e-Zabaan tumhare liye tulaba ke maabain hota hai taqreeri
00:43muqabalah.
00:44Jisko yaqeenan aap sab bohot pasand karte hain aur aapki samaat-e-muntazir rahti hain
00:48aur is muqabalah ko judge karne ke liye sahibaan-e-ilm-o-daanish par mushtamil hamara jury panel kisi
00:53taaruf ke muhtaj nahin.
00:54Sabse pehli shahsiyat Aashqar Dawar sahab, assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.
00:58Wa alaikumussalam.
00:59Kaise hain?
01:00Alhamdulillah.
01:01Alhamdulillah.
01:02Aapke saath tashreef firma renowned host hain, ARYQ TV ke janaab-e-shahid Masroor sahab,
01:05assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.
01:06Wa alaikumussalam.
01:07Kaise hain shahid bhai?
01:08Kheek hain?
01:09Wa alaikumussalam.
01:10Aur aapke saath tashreef firma debate circle ka ek bohot bada naam Rizwan Zaidi sahab,
01:12assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.
01:13Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.
01:14Wa alaikumussalam.
01:15Peeno hazrat-e-munsifeen ki ijaadat se hum barte hain muqabal-e-taqreer ki taraf.
01:16Aur jo mauzoo aaj muntakhab kiya gaya hai, wo hai adl-o-insaf.
01:17Yaqeenan hamaare moashree ko, ummat-e-muslimah ko, iski bohot zaroorat hain.
01:18Aur dekhte hain, kis tana ka content hamaare aaj ke participants, contestants, tayyaar
01:19karke laaya hain.
01:20Sabse pehli, Sameer Sherazi, main aapko daawat-e-taqreer de raha hoon.
01:21Tashreef laayiye.
01:22Rostam par two minutes, thirty seconds ka time aapke paas hain.
01:37Tayaar hain aap, mashaAllah.
01:39Chalain ji.
01:40Ismail ke saath start karenge.
01:41Aur aapka time shuru hota hai ab.
01:42Me jab maazi mein, Arab ke tariq zada moashree par ek nazar daalta hu Ali Waqar, Qaisar-e-Room
01:52aur Kisra-o-Faras ki saltanat, fitna-o-fasaas se lehkar jidal-o-qital tak, dhoka dahi se
02:00lehkar bugz-o-adawat tak, adl-o-insaf se mehrum moashra nazar aata hai.
02:07Islam ka ibtidai daur, jiski buniyaad taajidaar-e-khatm-e-nabuwat, sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
02:13ne rakhi, jahan sher aur bakri, ek ghaat pe paani peete the, hajre aswad nast karne
02:19ka maamla ho, ya qabila-e-maghzoom ki aurat ke haath kaatne ka maamla.
02:23Har taraf, insaf ka bol baala nazar aata hai.
02:26Doosri taraf, khulafa-e-rashideen, aaka ke gulamo ke kya kehne.
02:30Janab-e-wala, harzat umar, jo khud fateh bait-ul-mukaddas ke, bait-ul-mukaddas me daakhil hote ge,
02:36duniya dekhti ge, aapka gulaam oot par sawar, aur aapne khud oot ki mahar thaam rakhi ge,
02:42ek budiya aur uske bachche bhooke ge, umar wo ge, jo khud peet par anaaj laat kar chale ge,
02:48maarka-e-badr ko ya gunayr, har taraf, insaf ka bol baala nazar aata ge.
02:56Janab-e-wala, Islam ek jaame mukammal nizam ge,
03:00jiske har maamle mein zindagi mein, maabab, biwi-bacche, rishtedar, aziz-o-aqarib,
03:06jo har kisi se husn-e-suloog, adl-o-insaf ka dars deta ge.
03:10Lekin, janab-e-wala, humne islami taalimat ko yaksar mustarad kar diya.
03:15Na-insafi aur zulm ka daur dora ge.
03:18Adal ke baghar banne wale moashrik aur buraiyon ki aamaaj ka ban jaata ge.
03:23Janab-e-wala, waqt ki door ab bhi humare ghaato se nikli naqeeq hai.
03:27Hum toote zaroog rahe hain, bikhre naqeeq hai.
03:30Main arbaab-e-iqtiyar se kehta hun,
03:32ki ab bhi wo apni zimdaariyon ko samjhe,
03:34aur moashre mein ghar farg se bila tafreeq insaf faraham karein,
03:39toh wo waqt door na ghi,
03:41jab is mulk mein sawera, insaf ka sawera tulu hoga.
03:45Aur wo waqt door na ghi,
03:46jab sub ka uchala humara mukaddar ban jaayega.
03:49Naya sooraj utha laayenge mashrik ke dafeene se.
03:53Ae shab-e-ghijra, na ghabra, uchala, gham bhi dekhenge.
03:58Abhi toh khel jaari gaye, abhi anjaam baaki gaye.
04:02Tamasha tumne dekha gaye, tamasha gham bhi dekhenge.
04:06Aapki samaaton ka abhi shukriya.
04:08Tamasha tumne dekha hai, tamasha hum bhi dekhenge.
04:12Rightly said, injustice anywhere is a threat to justice everywhere.
04:17Bade hi confidence hai,
04:19aur bade unche scale par inhone apni takreer mukammal ki.
04:21Best of luck.
04:22Second contestant aaj ke mukabale takreer dahan mein zamaat.
04:25Tumhare liye Tausif Ahmed come to the rostrum
04:27and start delivering your speech.
04:29The topic is Adlo-Insaf.
04:32Justice.
04:33Tayaar hain aap mashallah.
04:34Smile ke saath start karenge.
04:35Aur aapka time shuru hota hai.
04:38Sabag pat peet.
04:40Sadaqat ka, Adalat ka, Shujaat ka.
04:44Liya jaayega tusse kaam duniya ki imamat ka.
04:49Janaab-e-sadr, Adlo-Insaf ka matlab yeh hai
04:53ki kisi shahs ke saath
04:55badun-e-ifrat-o-tafreet ke wo maamla karna
04:58ki jiska wo waqay mustahik hai.
05:01Yani ke Adlo-Insaf ka tarazu
05:04iskadar sahi aur barabar hona chahiye
05:07ki ameek se ameek mahabbat
05:09aur shadeed se shadeed adawat bhi
05:12iske dono pallado mese kisi pallado ko juka na sake.
05:16Yani ke na mahabbat-o-taaluk aapko raah-e-haq se ata sake.
05:20Na adawat-o-dushmani aapko insaf se phir sake.
05:23Bas yehi adl hai aur yehi insaf hai.
05:26Janaab-e-sadr, Islami khilafat ka adalati nizam
05:30wo misali nizam hai
05:33jo kisi tabke, qaum ya fard ke mafadaat se baala tar hokar
05:37sirf aur sirf Quran-o-Sunnat ki roshni mein
05:40haq aur sachai ka bol baala karta hai.
05:43Janaab-e-sadr, yehi wo adalati nizam tha
05:46ke jiske tahad ek aam aadmi bhi
05:49khalifa-e-waqt ke khilaf muqaddama daayar kar sakta tha.
05:52Aur qazi bila khuf-o-khatar haq par mabni faisla sunata tha.
05:56Janaab-e-sadr, Allah ta'ala ne Quran-e-Karim mein
05:59adl-o-insaf ko Islami hukumat ka buniyadi husool karar deta hui irshaad firmaaya
06:04ke beshak, Allah tumhe hukum deta hai
06:07ke amanate unke ahal ke supurt karo.
06:10Aur jab tum logon ke darmayan faisla karo
06:13to adl-o-insaf ke saath faisla karo.
06:16Janaab-e-sadr, Islam isbaad par bohot zor deta hai
06:20ke hukmaran apna har faisla
06:22adl-o-insaf ke mayaar par kare.
06:24Khwa wo kisi ke bhi khilaf jaata ho
06:26ke Islami tariqh mein aise beshumaar waqiat maujood hain
06:30ke jinme adl-o-insaf ki shaandar misaale qaim ki gayi hain.
06:34Hazrat Ali karhamallah wajhul kareem ka wo mashoor waqia
06:37ke jab aapne ek yahudi par unki zira le jane ka daawa kiya
06:42to qazi ne dono ko barabar hasiyat deta hui muqadama suna.
06:45Chunke Hazrat Ali karhamallah wajhul kareem gawa na pesh kar sake
06:50to qazi ne Hazrat Ali karhamallah wajhul kareem ke haq par hone ke baa wajud
06:54faisla yahudi ke haq mein suna diya.
06:56Janam-e-sadr, Islami khilafat ka adalati nizam
07:00jab poori aab-o-taab ke saath qaim tha
07:03to adalate kisi dabaw, janibdari, ya akraba parwari ke shikar nahi hoti thi
07:10aur Islami khilafat ke adalati nizam me kisi ko apni daulat, taqat, ya rutbe ki buniyat par
07:16koi najais faida nahi pohonsakta tha
07:19balke ummat-e-muslimah ke qazi hama waqt adl-o-insaf ke taqazon ko poora rakte the
07:25adl-o-insaf fakat hashir pe mauqoof nahi
07:33zindagi khud bhi gunahon ki saza deti hai
07:39zindagi khud bhi gunahon ki saza deti hai
07:42teesre aur aakhri contestant Muhammad Shamil Sheikh
07:45beta come to the rostrum
07:47dahan mein zabaan tumhare liye muqabal-e-taqreer
07:49aur mauzoo hai adl-o-insaf
07:51dekhte hain kis tarah ka content aap tayyar kar ke laaye hain
07:53mike kareeb rakhiyega
07:55tayyar hain aap mashallah chalein hi
07:57aapka time shuru hota hai
07:59adl-o-insaf
08:01wo sang-e-meel hai sadr-e-Ali Waqar
08:03jis par chalkar insaniyat ki falah-o-baqa mumkin hai
08:08ki yahi wajah hai
08:10ki khudaan-e-adl-o-insaf ko
08:12apne kalam mein baarha zikr farmaya
08:15taa ki insaniyat ko
08:17zindagi ke usoolo se agaahi di jaye
08:20ki wo adl-o-insaf
08:22jo khudaan-e-taqwa hasil karne ke liye
08:25i'diluhu aqrabu lit-taqwa ka hukum farmaya
08:29ki wo adl-o-insaf
08:31ke yateem ke hukook ka tahafuz karne ke liye
08:34wa la taqulu anwaalakum bil-baatil ko nazil farmaya
08:38ki wo adl-o-insaf
08:40ke jab Allah ta'ala ne insaan ko peyda kiya
08:43to apni qudrat-o-hikmat ka muzhaira karte hue
08:46allazi khalaqa-ka fassawa-ka fa-adalak ki aayat mein farmakar
08:51insaan ko behtreen andaaz mein takhliq kiya
08:54ki wo adl-o-insaf
08:56jisko nabi ne al-adl-o-asas-ul-mulk farmakar
08:59hukumat ki buniyat karar diya
09:02janab-e-wala jisne nabi ki sunnat adl-o-insaf ko apnaya
09:06wo duniya aur aakhirat mein kamiyab hua
09:09aur jab iska beda
09:11hazzat umar farooq ne apne kande par liya
09:14to iski aesi misal kaim ki
09:17jo tarikh-e-islam ka hisa ban gayi
09:20ki jeeha janab-e-wala
09:22tehzeeb-o-tamaddun se lekar
09:24maishat-o-muashat talak
09:26har jagah adl-o-insaf ko apnane mein hi nazar aati hai
09:30ke sabak firpad
09:32sadakat ka
09:34aadalat ka
09:35shujahat ka
09:36liya jaayega tusse kaam
09:39duniya ki imamat ka
09:41liya jaayega tusse kaam
09:43duniya ki imamat ka
09:46ab ke adl-o-insaf
09:48kissa paareena ban chuka hai sadr-e-ali-wakkar
09:51kyunke hazzat umar farooq ke waza kiye gaye adl-o-insaf ke usulo ko
09:56hum sara-sar faramosh kar bete hai
09:59ke jaha kisi ameer ko ghareeb par fauqiyat hasil nahi hoti thi
10:03ke yahi waja thi
10:05ke dora-e-umar mein log
10:07kanun, insaf aur muhafizin par bharosa karte the
10:11magar jab misar ke governor ke bete ne kisi ko peeta
10:15to hazzat umar farooq ke
10:17to hazzat umar
10:18jab misar ke governor ke bete ne kisi ko peeta
10:21to hazzat umar farooq ki jaanib se usko usi tarah peetne ka hukum firmaaya
10:25ke jeeha janab-e-wala
10:27dora-e-umar mein faqad musta'ik aur haqdaaron ko oda diya jaata tha
10:31ke bedam huye bimaar dawa kyun nahi dete
10:35tum to ache masiyah ho shifa kyun nahi dete
10:39ke kar jaayegi makhlook to insaf karoge
10:43munsif ho to ab hashar utha kyun nahi dete
10:47munsif ho to ab hashar utha kyun nahi dete
10:51shukriya
10:52well done sabak pirphad
10:55sadaqat ka, adalat ka, shudaat ka
10:58liya jaayega tujh se kaam, duniya ki imamat ka
11:01teeno contestants ne bade achhi andaas se apni takareer mukamal ki
11:05without any further delay lets go to the judges
11:08aur jaante hain unki aara aur comments aaj ki takareer ke hawale se kya hain
11:12starting from Rizwan Zaidi sahab, sir kya firmaayega
11:16ulti ho gaye baad hai, anti clock wise
11:19ek to umar ka bhi inko ek edge tha, teeno humare muqarrereen ko
11:25Sameer, ek to jis tarah kaaf bohot kharab hai
11:29to mushtarka taur pe jo hey, may, yeh jo hai na
11:33isko bhi zara durs kijiye, yeh achha hi lagta
11:36aur kuch loud zyada the aur ek sabse pehle aap
11:3937 se, 37 se 38 second pehle aapne rostrum chod diya
11:44unki jo aapko ek time hai, jo aapko 23 second extra bhi diya hai
11:47aap uss taraf bhi nahi gaye, ek cheez ko dekh lein
11:50achha phir Tauseef sahab, aapka bhi
11:53jo ek rang hai, wo khatibana aur member wala
11:56Allah ne aapko ek andaas de rakha hai
11:59lekin aapke saath bhi, kayi tafa aapne faisla ko
12:02faisla faisla faisla na, to yeh
12:05talafuz mein phir jab hum number dete hain, uss waqt dekhna padhta hai
12:08aur phir shamil, aapke saath bhi hui
12:11zair ka masala, peda aur
12:14beda ghark hota hai aur beda uthaya jaata hai
12:17to beda aur bede ka jo fark hai na, beda kisi
12:20kaam ke liye uthaya jaata hai, aur beda hota hai samandari
12:23joke ghark hota hai, to bede aur bede ka jo fark rakhe
12:26baral majmui taur par ek achi, ek cheez se ab baqi
12:29majmui taur par taqareer achi thi aur
12:32mazeed comments leinge, shahid masood sahab se bhi, ashkaar daawar sahab se bhi
12:35aur uske baad announce karenge, ke wo kaun sa khush naseeb
12:38contestant hai, jisne rasai hasil ki hai
12:41quarter finals tak, lekin ek waqfa hai
12:44aap se hoti hai mulaqat, ek break ke baad
13:00jee nazareen, welcome back, break ke baad aapka khair magdam hai
13:03maqabla hai, taqreer ka dahan mein zabaan tumhare liye aur
13:06mauzoo aaj ka raha, adlo insaaf, teeno nahi
13:09apni taqareer mukamal ki, aur humne rizwan zahidi sahab se
13:12comment bhi liye, ab chalte hain, shahid masood ki taraf aur jaante hain
13:15unki aara, comments, remarks, aaj ke hawalis se kya hai, jee sir
13:18achha abhi jee, rizwan sahab ne bhi
13:21firmaaya tha na, ki beeda aur beda
13:24mai thodis uske aur wazaat kar deta hun
13:27pehle paan jo the na, thaal me rakh ke pesh ke ayaati thi
13:30jisne pehle utha liya, wo kailata tha, beeda uthana
13:33samajh gaye, aur ye jo beeda hai
13:36jahaaz jab samjan mein launch ki jaate hain na
13:39langar andaas, wo beeda uthana kaite hain
13:42jahaaz chalna, toh is baat ko zain bhi bhi kiye
13:45baaki yeh ke aapne, Sameer
13:48aapne 36-37 jo seconds se
13:51wo short taqreer ki
13:54yaani aapki taqreer 2.5 minute bhi nahi thi, talafuz par badi
13:57meinat ki aapne, ki, lekin
14:00short kar gaye, toh humare mukaabne mein shaamil nahi ho sakte hain
14:03baat aaham baat hai, aane walo ke liye bhi
14:06aapne, jo hai, aapka wo, inhone farmaaya tha ki
14:09zabar ka masra hai aapka bhi, uspe thodi meenat karein
14:12aur jahaan zabar nahi lagna tha, wahaan aapne laga diya
14:15aapne hashar ka hashr hota hai
14:18toh main yehi note kar raha tha, talafuz ke maamlaat mein aap log
14:21bohot ache rahe hain
14:24zabar ka masra inhone bata diya hai
14:27toh isi jaan aur dalo
14:30taqreer hai aaj teeno ne bohot ache kiyein, aaj bhi aesa laga ki
14:33haan, mukaabla hua hai
14:36aapne short kiye, agar aap poori taqreer kartein
14:39aapke ashaar aakhir mein ghair mauzoom the
14:42kabhi bhi ek baat yaad akhiyein, negativity apne taqreer mein shaamil nahi kiya karein
14:45chahe wo, moaashir ke hawale se ho, mulg ke hawale se ho
14:48kisi bhi hawale se ho, negativity shaamil nahi kiya
14:51positive baat
14:54jee maashallah aaj ka mukaabla bohot ache tha
14:57aur mujhe bade khushi hui ki aap tayari karke aa rahe hain
15:00zabardast, haithri, trend set ho gaya
15:03haan, maashallah, toh Sameer Shirazi aapke liye
15:06aur Tauseef Ahmed, Shaamil Sheikh
15:09teeno ne achchi relation diye
15:12lekin being jury humara fard hai ki aapko batayein ki yahan aapne
15:15ache the, yahan kabzoor the, muktasram batate jalo
15:18ki Sameer, aapne, aapki beta ek thodi si mujhe
15:22negativity hi hui, ki aap ekdum shuru hai shouting karna
15:25aur ek hi bich mein, chal tere, chal tere, chal tere
15:28speed aapne aise hi dikhai gaye, matlab
15:31Rajkar bhai, inko bhi problem hui uske baad
15:34hume speeches
15:37hume taqareer mein, thoda se beta pitches chahiye hoti hai
15:40aapne ulama ki taqareer suni hongi, mubalighin ki taqareer suni hongi
15:43wo majme ko saath leke chalte hain
15:46jab tak aap majme ko, ya audience ko, ya jury ko saath leke nahi chalenge
15:49aur aapki taqareer effective nahi hogi, achha content aapka
15:52bada, mujhe saath laga, matlab, koi wadahat aap content ki
15:55nahi kar sake, misaale apni yaqinat nahi hai, lekin
15:58adlo insaaf pe aap zyada baat kar nahi sake, aapke mukabale mein
16:01kya naam hai, Tauseef sahab ne, bada achha wadahat ki content ki
16:04ki adlo insaaf hota kya hai, aur
16:07aawaz ko utaar chaurao se, main bada mutaaseer hua hu, maine aap se poocha bhi
16:10aap kisi mubaligh hain, kahin professor hain, to
16:13andaaza ho jata hai, aawaz ka bahut control aapne kiya
16:16kahan hume solo pe jaana hai, kahan hume
16:19unchi aawaz mein jaana hai, usse kata hai, audience agar so bhi
16:22rahta hai, ekdham aapke saath saath chal raha hota hai, body language
16:25aapki bahut chhi thi, mata aaya, aur Shami Sheikh
16:28aapne bahut chha, mashallah kiya hai, aur
16:31aapke inke se bahut mukabala, kareeb kareeb raha hai
16:34aur aapka bhi content bahut achha tha, aur
16:37aapne, lekin thodasa beta, aawaz mein aapne
16:40ek hi pitch pe chale hain na, thodasa aap bhi
16:43kiya karein, ki maine kahan solo hona hai, kahan pause dera hai, kahan maine
16:46upar jaana hai, mukabala bahut achha tha, nateeja
16:49declare karenge abhi humare, Inshallah
16:52Shamil, aapki takreer mein kya hua, main batata hu
16:55aap ek tempo banate hain aapna, aur
16:58filo hota hai, aap ek minute aur 47
17:01second pe ekdham ruk gaye, aisa laga aapki takreer
17:04wind up ho, main chonka tha, hum dono ne kaha, phir aapne shun ki
17:07aisa hi hota na, to wo aapka
17:10filo toota tha na, usse aapki takreer kharab ho
17:13baaral yeh saari baate aapke bahut kaam aayengi, aur best of luck
17:16yeh aakhri jagah nahi hai jaha aapne takreer kiye, inshallah, pehla kadam
17:19sharth hai, wo aapne utha liya, aagey Allah aapko kamyaab karega
17:22aaj nimat-e-iftar mein aap mulaiza kar sakenge
17:25khususi segment hoga, seyhatmand Pakistan ke hawale se
17:28aur ek mumtaaz tibbi mahir
17:31maujood honge, Dr. Rafiq
17:34Khanai, aap Infection Control Society of Pakistan
17:37ke sadr hain, aur vaccination ke shobhe mein
17:40ek numaya naam aur Dow Labs
17:43and Radiology Services ke qayam mein
17:46qaleed-e-kirdar ada karne wale mahir hain, Dr.
17:49sahab City Lab aur Advanced
17:52Laboratories ke baani bhi hain, iske saath saath aur Pakistan mein
17:55tashqeesi aur tibbi khidmat ki tarakki mein
17:58ehm khidmat saar anjaam dete rahe hain, inki awami seyhat
18:01ke hawale se jo khidmat hain, wo qaumi aur
18:04awami satah par tasleem ki jaati hain, 4 baje se lehke
18:074.30 baje tak Nemat Iftar ke khususi segment
18:10seyhatmand Pakistan mein maujood honge, aap zarur hame
18:13join kariye ga, iske saath saath announcement se pehle main chahata hu
18:16apne sponsors ka bhi hum shukriyada kar deyen, main bahut
18:19shukriyada karna chahata hu Salani Spices ka, aur
18:22unke saath saath hum shukriyada karna chahata hu Educate Publications
18:25ka, aur aapke saath saath shukriyada karna chahata hu
18:28Chris Beauty ka, teeno hi sponsors ka bahut shukriya, inki taraf se
18:32humare winners ke saath jaayenge, aur Suhail Shams saab
18:35jo ke mushfiko meharba hai, ARYQ TV ke saath saath
18:38unki muhabbat aur muaabnat rehti hai, Grand Cash Prizes
18:41honge unki taraf se finalist ke liye, aur iske saath saath
18:44Wild Venture Water Park ki taraf se, ek lakh rupee ki
18:47membership announce ki gayi hai, finalist ke liye
18:50break ke baad inshaAllah continue karte hain janaab-e-raees Ahmad
18:53lekin aap yaqeenan aapki samaate muntazir hain
18:56ke wo kaunsa khush naseeb hain, wo kaun winner hain, ke jisne
19:00quarter finals tak, to unka naam hain, wo khush naseeb
19:03contestant hain, tausif Ahmad aapko bahut mubarak ho, mashallah
19:06best of luck, quarter finals ke liye, hume umeede aur
19:09behtar andaas se aapki presentation, quarter finals me
19:12dekhne ke liye milegi, teeno munsifeen ka, bahut bahut shukriya
19:15jazakAllah, so nice of you, aur break ke baad janaab-e-raees
19:18Ahmad, ilm-o-ulama ke saath continue karenge, aur jaate jaate
19:21aapki jo samaate hain, uske hawale, iqbal ki yeh fikr
19:24ke kya kaha, behre musalmaahin faqat waada
19:28hur, shikwa beja bhi kare koi, to laazim hai shaur
19:31adl hai, fatir-e-hasti ka azal se dastoor
19:34muslim aayi hua kafir, to mile hur-o-kusoor
19:37tumme hur-on ka koi chahane wala hi nahin
19:40jalwa-e-toor to maujood hai, moosa hi nahin
19:43apne mezbaan, sumair rahmat ko de hi jaazat
19:46assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh
19:49rahmaton ka mahina
19:52azmaton ka saqina
19:55zindagi ka qadina
19:58rooh-e-Makkah

Recommended