• last year
Islamic speech
Transcript
00:00Janab-e-Fatima-tul-Zahraa, Rizqillah-ul-Taalaan, aaki makaan par kaali kamli wale tashreef laaye,
00:07jarwaadi pi kharaya kar farmaya, lakht-e-jigar, main andar aaya chahta hoon,
00:12andar se awaaz aayi, Abba, aap andar tashreef laane se pehle apni chaadar andar phaik dey.
00:20Samajh gaye tangi hai, chaadar phaik di, tashreef laaye,
00:27poosha kya baat aras ki, Abba, itna kapda bhi nahi hai jo apna badan chhupa sakun.
00:34Majni-e-Karim, Sallallahu ta'ala alayhi wa sallam, tashreef laaye,
00:38Syed Fatima-tul-Zahraa, namaad padhi padhi, gir padhi musalli pe,
00:44poosha, lakht-e-jigar kya huwa, noor-e-nazar kya huwa, ye baat kya bani,
00:51rohne lagi, Abba, aaj teri beti ka paaj dil ka faata hai,
00:57paanch din ho gaye, roti nahi khayi,
01:05koi shayd astyab nahi, ek khujoor ka daana bhi nahi,
01:09isliye kamzori aa gayi, isliye gir gayi hoon,
01:13sarkar ne firmaaya, lakht-e-jigar, musalla uthaa,
01:17Fatima-tul-Zahraa ne musalla uthaaya,
01:20dekha neeche sonne ka dher laga hua hai,
01:23Farmaaya beti, jitna sonna chaa uthaa lo,
01:32par yaad rakho iski zimmedaari,
01:34bhir iska jawab bhi qiyamat mein dena padega,
01:37khuda ki kasam,
01:38pehkambar ki lakht-e-jigar ne sonne pe thook kar musalla daal diya,
01:42nahi sonne ka kya karungi,
01:46Janab-e-Majni Kareem shallal-Sarqaalaal-e-Sallam ke
01:51bestareen saare sahaba ke sardar Siddiq-e-Akbar,
01:55doopahar ki waqat Madin-e-Paak mein,
01:58masjid-e-Nabuvi mein dhoom mein baithe hain,
02:01Farooq-e-Azam aaye,
02:02poochao Abu Bakr,
02:04abhi toh namaz ka waqat nahi hua,
02:06abhi se kyun baithe,
02:08farmaaya Farooq, do jil ki bhook ne betaab kar diya,
02:14Farooq-e-Azam firmaane lage,
02:17apna bhi yehi haal hai,
02:19teen din ki bhook ne tang kar diya,
02:22main bhi ghar se nikal aaya,
02:24Janab-e-Majni Kareem,
02:29sabkaidu shallalahu alaihi wasallam tashreef laaye,
02:32in hazaraat se waja poochi,
02:34ino ne bata di,
02:35huzoor ki aankho mein aasu aagey,
02:37firmaaya Abu Bakr,
02:38aaj tere nabi ka paanch din ka faqa hai,
02:41Abu Ayub Ansari r.a.w ke makaan par teen hazaraat tashreef lae gaye,
02:50pata chala ki Abu Ayub Ansari makaan pe nahi hai,
02:53gharwali ne ka,
02:54gharwala nahi hai, toh gharwali toh hai,
02:57tashreef rakhein aap,
02:58khaana pakaya, saamne rakha,
03:01aapne ek roti pe saalan lagte huye firmaaya,
03:05paanch din ka toh mera faqa hai,
03:08meri baat mata na jaanein kitne jinnon ka faqa hai,
03:12pehle ye roti usse bohcha ke aao,
03:15aur badi azeem baat hai,
03:19Shah Abdul Aziz Dehlvi,
03:21Muhaddith Dehlvi, sabkaidur Ahmadullal hai,
03:24apni tafseer mein likhte,
03:26ya meydaan-e-qiyamat barpa hoga,
03:28pulsaraat lagi hogi,
03:30anbiya guzar rahe hongi,
03:32rasool guzar rahenge,
03:33peghambar guzar rahenge,
03:35kutab guzar rahenge,
03:36abdaal guzar rahenge,
03:37ghaush guzar rahenge,
03:39auliya kiraam guzar rahenge,
03:41sahaba-e-kiraam guzar rahenge,
03:43saari duniya guzar rahi hogi,
03:45aayegi kaali kamli wali ki lagte jigar ki baari,
03:49farishta ailaan karega,
03:51yaa maasharaal anbiyaa,
03:56wal-auliyaa,
03:58yaghutqu min absaarikum,
04:04o Adam Safiullah,
04:07o Nuh Najiullah,
04:09o Ibrahim Khalilullah,
04:11o Ismail Zabihullah,
04:14o Musa Kalimullah,
04:15o Isa Ruhullah,
04:17o Yusuf alaihissalam,
04:19o Yaqub alaihissalam,
04:20o saari nabiye,
04:22rasoolo,
04:23sahaba-e-kiraam ki jamaat,
04:26kutubo abdaalo,
04:27abdul qadir jilani,
04:29bahawul haq zikriya multani,
04:31alia madh hajmeri,
04:33maeen uddin chishti hajmeri,
04:35baba phareen,
04:36tamam ki tamam apni nazre neechi karlo,
04:40isliye ki khaatun-e-jannat pulsaraaz se guzarnewali hai,
04:46waal-e-kursi,
04:48waal-e-kursi,
04:50waal-e-kursi,
04:52waal-e-kursi,
04:54waal-e-kursi,
04:56itna mada maqam hai khaatun-e-jannat ka radhiyallahu ta'alana,
05:00jo Qur'an-e-Karim ki itni mahir thi,
05:04bimaar hai,
05:06Syedna Ali-e-Murtaza Sabqaij radhiyallahu ta'alana ko bulaya,
05:12parmaya, Ali, mera anaar khaane ko dil chahta hai,
05:16ghar mein paisa nahi,
05:20socha launga,
05:22bahar se koi aaya,
05:24aur Hazrat Ali ne ek anaar la ke de diya Syeda Fatima tul Zahra ko,
05:30abhi khaaya nahi,
05:32darwada pe kisi faqeer ne aaya ke dastak de di,
05:35wo anaar us faqeer ko de diya,
05:38abhi wo door nahi gaya tha,
05:40ki koi das anaar dene wala bhi aaya gaya,
05:43Ali-e-Murtaza ne ek anaar diya,
05:45ki ya aur Allah ne anaar bhej diya,
05:47ab to khaale,
05:49Fatima khaale lagi,
05:50ek, kyun, das loongi, wo poore karo,
05:54Hunna ka, tujhe kaise pata chala ke das aaya hai,
05:57parmaya, Quran mein nahi aata,
05:58anjaabil hasanati fallahu ashram thaliya,
06:01jo khuda ke naam par dega,
06:02usko das duniya mein milega,
06:04sattar aakhirat mein milega,
06:05mere das poore karo,
06:09Quran ki maharat thi.

Recommended